"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony "Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul"Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti"Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar"Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi
"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony
HT Image
"Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain." -Deewar
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta